ansari
Reaction score
4

Profile posts Latest activity Postings About

  • wa alaikum salaam, :D

    aasman me itne tare ho ke,

    mujhe aasman nazar na aaye,

    aye Khuda mere dost ke daman main itni khushiyan ho,

    ke use gam kabhi nazar na aaye…

    :lol:
    :lol: abey yaar tu mere ko msg kar diya kar even if my status is busy :p lol agar par raha howa tu kya ;) salam dua tu ho jaye kare na apna khayal rakh LOl

    aur itni stupid shair sunna band kar de smlee :lol:

    ghar ghar mein diye jale tu diwali mat samjo
    ansari larke ki peche par jaye tu muwali mat samjo

    :lol: :lol: :lol: smlee
    ansaaaaaari bhai :D as salaam alaikum, kaif halak? kullu khair? :tongue:

    lagta hai aap aur shaheer bhai meri shaadi karva hi doge :D :D
    shaadi ka pata nahin, khuch responsibilities hai yaar, aur uppar se jo ladki mein dhoond raha hoon woh mil nahin rahi:D :D....jaisi ki Allah-consicous, from simple family, who needs moral support. :)

    mere relatives/frnds soch rahe honge ki unko mein modern hi-fi bhabhi doonga. :tongue: shock lag jayega unko! :D:D

    toh aap ramadan pakistan mein bitayge?...mashallah accha hai na...ek new experience ho jayega. king khalid masjid hain na shayad karachi mein? waha taraweeh padna :tongue:

    actually, AUD mein mera koi nahin hai lekin mene socha mr ansari - the genius shayad usme ho :D toh apka college global village mein hai kya? waha par kaafi countries ke campus hain na? like indira gandhi, manipal, queensland, etc. main aane wale tha 2005 mein phir plan cancel kar diya.

    ok then.....bye bye
    Allah hafiz
    yar shoq to humain bhi buhat tha jaldi shadi krne ka :D, aadha kam ho chuka tha, main razi tha :p mgr baat nhin ban saki :lol:, jaldi shadi krne k buhat faide hain bhai, bs ab na poochen ki hum kis trha waqt guzar rhe hain :D,

    ess poem ka ek khaas maqsad ha :lol:
    kabhi waqt mila to btaon ga:D
    yar yeh check kr :lol:

    Woh lerki shayad pagal thi,
    din raat hi gum sum rehti thi.
    kuch sharm-o-haya ka pekar thi,
    kuch narm mizaj woh rakhti thi,
    hamraz na tha uska koi bus khud say baten kerti thi,
    aik shrm k anchal main aksar jazabat chupai rakhti thi,
    darti thi juda hojanay say ya pyar say shayd darti thi,
    kia saber tha us ka korai, kia zabt - e - muhabbat rakhti thi.
    wa alaikum salaam,
    nhin yar shadi nhin hue ha :D shadi ki koshish to ki mgr kaam nhin ban ska :lol:, meri age 24 ha, :D, inshAllah ho jae gi shadi bs himat se kaam lena prega :D, baqi inshAllah dubai aayenge to mulaqat hogi :D, mgr phir bhagna nhin ha :lol:

    take care..
    wa alaikum salaam,

    mashallah sab sahi hain idhar. jee, kaafi dino se salaam-dua nahin hui. accha kiya ki aapne vm kar diya. varna mein hi karne wala tha. :lol:

    aur aap sunao? vacation mein kya chal raha hain? kaun si uni mein ho aap? AUD mein to nahin? :)
    Asslam o alaykum ,
    anasari bhai kiya haal hain, job waghera mili ki nhin aor buhat din se ghayb the , lgta ha ki job mil gae ha :D
    :lol: mere dil kisi ne nahin toora lol waisey hi yad a rahi thi smlee lol achi likhi thi :lol: mein khud o pareshaan hoon :lol:
    yaar aaj yeh bohat yad ati hai poem lol
    tu ne tu meri poem chura kar :p apni msn pe bhi post kar di lol

    Allah protect you all from these endless nights
    Where i sit in agony under the moon light
    Thinking about those stars sparking so bright
    Every moment reminding me of that girl I thought was right

    How i used to pick flowers for her with delight

    Roses are red violet are blue there is no one sweeter than u, was what i had said
    But she broke my heart that was hanging by a thread
    My wounds bleed while I fantasize her return
    Sulking in my sorrows as my heart burns
    In my last breathe, I raised by hand for dua in pain
    Praying for a glance before the final drop of blood drips from my veins
  • Loading…
  • Loading…
  • Loading…
Top