Namaaz Ka Tarjumah

fkhan

New Member
درود شريف كى بعد كى دعا.

اللهم انّى ظلمت نفسى ظلما كثيرا وّلا يغفر الذّنوب الا انت فغفرلى مغفرة مّن عندك ورحمنى انّك انت الغفور الرّحيم.

A Allah! beeshak mein ne aapni jaan par buhut zulam kia hai.aur tere siwaa gunahoon ko koi nahi bakhashta. pas tu aapni jaanib semuj ko bakhash de aur muj par rehem kar beshak tu hi bakhashne wala meherbaan hai.
_______________________________________________________________
اللهم انّى ظلمت نفسى ظلما كثيرا
A Allah! beeshak mein ne aapni jaan par buhut zulam kia hai.

وّلا يغفر الذّنوب الا انت
aur tere siwaa gunahoon ko koi nahi bakhashta.

فغفرلى مغفرة مّن عندك
pas tu aapni jaanib semuj ko bakhash de

ورحمنى انّك انت الغفور الرّحيم.
aur muj par rehem kar beshak tu hi bakhashne wala meherbaan hai.
_______________________________________________________________
دوسرى دعا: 14.سيد الاستغفار

اللهم انت ربّى لا اله الا انت خلقتنى وانا عبدك وانا على عهدك ووعدك مااستطعت اعوذبك من شرّ ما صنعت ابوء بنعمتك علىّ وابوء بذنبى فاغفرلى وانّه لا يغفر الذنوب الا انت. .

Tarjumah: A Allah!tu hi mera parwardigaar hai.nahi koi mabood siwaay tere.tu ne hi muj ko peeda kia aur mei tera banda hoon aur mei tere ahad aur wadey par apne makroor bar kaim hoon mei teri panah chahti hoon apne amal ki buraai se . mei iqraar karti hoon teri namat ka ju muj par hai aur aapne gunahoon ka iqraar karti hoon phir tu muj ko bakhash de kunke tere siwa gunahoon ko koi nahi bakhashta.
_______________________________________________________________
اللهم انت ربّى
A Allah!tu hi mera parwardigaar hai.

لا اله الا انت
nahi koi mabood siwaay tere.

خلقتنى
tu ne hi muj ko peeda kia

وانا عبدك
aur mei tera banda hoon

وانا على عهدك ووعدك مااستطعت
aur mei tere ahad aur wadey par apne makroor bar kaim hoon

اعوذبك
mei teri panah chahti hoon

من شرّ ما صنعت
apne amal ki buraai se .

ابوء بنعمتك علىّ
mei iqraar karti hoon teri namat ka ju muj par hai

وابوء بذنبى
aur aapne gunahoon ka iqraar karti hoon

فاغفرلى
phir tu muj ko bakhash de

لى
muj ko

وانّه لا يغفر الذنوب الا انت.
kunke tere siwa gunahoon ko koi nahi bakhashta.
_______________________________________________________________

15.تيسرى دعا

اللهم انّى اعوذبك من عذاب القبر واعوذبك من فتنة المسيح الدّجّال واعوذبك من فتنة المحيا وفتنة الممات اللهم انّى اعوذبكمت الماّثم ومن المغرم

Tarjumah: Ya Allah! mein 'azaabe qabar se teri panah mangti hoon aur kaane dajjaal ke fitney se teri panah mangti hoon aur zindagi ke fitney se teri panah mangti hoon aur moot ke fitney se. Ya Allah! beshak mein gunahoon se aur qarz se teri panah mangti hoon.
_______________________________________________________________
اللهم انّى اعوذبك من عذاب القبر
Ya Allah! mein 'azaabe qabar se teri panah mangti hoon

واعوذبك من فتنة المسيح الدّجّال
aur kaane dajjaal ke fitney se teri panah mangti hoon

واعوذبك من فتنة المحيا
aur zindagi ke fitney se teri panah mangti hoon

وفتنة الممات
aur moot ke fitney se.

اللهم انّى اعوذبكمت الماّثم ومن المغرم
Ya Allah! beshak mein gunahoon se aur qarz se teri panah mangti hoon.
_______________________________________________________________
16.دعاء قنوت

اللهم انّا نستعينك ونستغفرك ونؤمن بك ونتوكّل عليك ونثنى عليك الخير ونشكرك ولا نكفرك ونخلع ونترك من يّفجرك
اللهم ايّاك نعبد ولك نصلّى ونسجد واليك نسعى ونحفد ونرجوا رحمتك ونخشى عذابك انّ عذابك الجدّ بلكفّار ملحق

Tarjumah: A Allah hum tuj se madad chahte hain aur tuj se bakhshish mangte hain aur tuj par imaan laate hain aur tuj par barosa rakte hain aur teri buhut achi tareef karte hain aur tera shukar karte hain aur na shukri nahi karte aur alag karte hain aur chodhte hai us shakhs ko ju teri na farmaani karte hai hain A Allah hum teri e'baadat karte hain aur teri hi liye namaaz padhte hain aur sajda karte hain aur teri hi taraf dorte hain aur khidmat ke liye hazir hote hain aur teri rahmat ke umeed waar hain aur tere a'zaab se darte hain bashak tera a'zaab haq kafiroon ko milne wala hai.
_______________________________________________________________
اللهم انّا نستعينك
A Allah hum tuj se madad chahte hain

ونستغفرك
aur tuj se bakhshish mangte hain

ونؤمن بك
aur tuj par imaan laate hain

ونتوكّل عليك
aur tuj par barosa rakte hain

ونثنى عليك الخير
aur teri buhut achi tareef karte hain

ونشكرك
aur tera shukar karte hain

ولا نكفرك
aur na shukri nahi karte

ونخلع
aur alag karte hain

ونترك
aur chodhte hai

من يّفجرك
us shakhs ko ju teri na farmaani karte hai hain

اللهم
A Allah

ايّاك
sirf teri

نعبد
hum e'baadat karte hain

ولك
aur tere hi liye

نصلّى
namaaz padhte hain

ونسجد
aur sajda karte hain

واليك
aur teri hi taraf

نسعى ونحفد
dorte hain aur khidmat ke liye hazir hote hain

ونرجوا رحمتك
aur teri rahmat ke umeed waar hain

ونخشى عذابك
aur tere a'zaab se darte hain

انّ عذابك الجدّ بلكفّار ملحق
bashak tera a'zaab haq kafiroon ko milne wala hai.
_______________________________________________________________[/COLOR][/SIZE][/QUOTE]
:bismillah:

:salam2: all,

AFAIK, I always had the impression/learnt that I only had to say Rabijal ni mukimuslati wa minzur... after درود شريف, now have i been doing this wrong all this time:confused:

Is it compulsary for us to say Duas mentioned above as quoted before we say Rabijal ni mukimuslati wa minzur...?

:wasalam:
 

deen_islam_4ever

deen_islam_4every1
:bismillah:

:salam2: all,

AFAIK, I always had the impression/learnt that I only had to say Rabijal ni mukimuslati wa minzur... after درود شريف, now have i been doing this wrong all this time:confused:

Is it compulsary for us to say Duas mentioned above as quoted before we say Rabijal ni mukimuslati wa minzur...?

:wasalam:
[/QUOTE]




asalaaam alaikum warahmatullahi wabarakatuhu
(Rabijal ni mukimuslati wa minzuriyati...) yeh kissi bhi hadith mei nahi likha k duroood shareef ke baaad yeh padha jey.

Pahli Dua

hazrat Abu Bakar Sadeeq (RA) rawayat kartein hoay kehtey hain k mein ne kaha. A Allah ke rasool!mujay koi aasi dua sika dijiay jisse mein aapni namaaz mei (Attahiyaah aur durood k baad) padh ha karoon. tu aap (S.A.W) ne farmaya (yeh) padh ha karoo:

اللهم انت ربّى لا اله الا انت خلقتنى وانا عبدك وانا على عهدك ووعدك مااستطعت اعوذبك من شرّ ما صنعت ابوء بنعمتك علىّ وابوء بذنبى فاغفرلى وانّه لا يغفر الذنوب الا انت. .

Tarjumah: A Allah!tu hi mera parwardigaar hai.nahi koi mabood siwaay tere.tu ne hi muj ko peeda kia aur mei tera banda hoon aur mei tere ahad aur wadey par apne makroor bar kaim hoon mei teri panah chahti hoon apne amal ki buraai se . mei iqraar karti hoon teri namat ka ju muj par hai aur aapne gunahoon ka iqraar karti hoon phir tu muj ko bakhash de kunke tere siwa gunahoon ko koi nahi bakhashta. (bukhari,muslim)

Dusri Dua

aur doosri hadith mei aata ha k Hazrat Ayesha(RA) rawayat karti hoi kehti hain k rasulullah (S.A.W) (aakhari qaadah mei tashahad aur durood shareef k baad)dua maagtey hoe yeh farmatey:

اللهم انّى اعوذبك من عذاب القبر واعوذبك من فتنة المسيح الدّجّال واعوذبك من فتنة المحيا وفتنة الممات اللهم انّى اعوذبكمت الماّثم ومن المغرم

Tarjumah: Ya Allah! mein 'azaabe qabar se teri panah mangti hoon aur kaane dajjaal ke fitney se teri panah mangti hoon aur zindagi ke fitney se teri panah mangti hoon aur moot ke fitney se. Ya Allah! beshak mein gunahoon se aur qarz se teri panah mangti hoon. (bukhari,muslim)


Teesri Dua

اللهم اغفرلى ما قدمت وما اخرت وما اسررت وما اعلنت وما اسرفت وما انت اعلم به منى
انت المقدم وانت المؤخر لا اله الا الله


A Allah! tu mere gunahoon ko maaf kar dey ju mein ne aage kiye aur ju pichey kiye aur ju pushidah kiye,aur ju zaahir kiye aur ju mein ne ziyatti ki, aur ju tu mij se ziyada janta hai. tu hu (apni dargaah 'eezat mei)aagey karney waale hain aur (apni baargah jalaal se)pichey karney waale hai,ma'bood sirf tu hu hai.(muslim)


Chuthi Dua

اللهم انّى اسئلك الثبات فى الامر والعزيمة على الرشد واسئلك شكر نعمتك وحسن عبادتك واسئلك قلبا سليما و لسانا صادقا واسئلك من خير ما تعلم واعوذبك من شر ما تعلم واستغفرك لما تعلم (نسائى

Tarjumah
:"A Allah! mein tuj se neek kamoon mei thabit qadmi maagta hoon aur balaai par mazbuti ka talabgaar hoon. aur teri ne'matoon par shukar aur teri achi (par khuloos) 'ebaadat karne ki tufeeq chahta hoon aur tuj se qalbe saleem aur sachchi zabaan ki darkhuwasat karta hoon aur teri janaab se es balaai ka ju hoon jis ko tu jaanta hai aur es buraai se panah maagta hoon aur maa'fee chahtaa hoon ju tere 'elam mei hai."
Panchwi Dua

14.سيد الاستغفار

اللهم انت ربّى لا اله الا انت خلقتنى وانا عبدك وانا على عهدك ووعدك مااستطعت اعوذبك من شرّ ما صنعت ابوء بنعمتك علىّ وابوء بذنبى فاغفرلى وانّه لا يغفر الذنوب الا انت.


Tarjumah: A Allah!tu hi mera parwardigaar hai.nahi koi mabood siwaay tere.tu ne hi muj ko peeda kia aur mei tera banda hoon aur mei tere ahad aur wadey par apne makroor bar kaim hoon mei teri panah chahti hoon apne amal ki buraai se . mei iqraar karti hoon teri namat ka ju muj par hai aur aapne gunahoon ka iqraar karti hoon phir tu muj ko bakhash de kunke tere siwa gunahoon ko koi nahi bakhashta. (Hasan Hussain)


waalaikum salaaaam warahmatullahi wabaakatuhu
 
Top