aap mujhe kuch bhi bolo, kya farak padta hai

.
Mumbai aaj kal ajeeb mausam hai, kabhi thandi hoti hai, kabhi garmi. Sunday aur monday ko to baarish bhi hui. Strange na

...
Itna climate change se main to bimaar pad gayi hoon.

:shymuslima1:
Chutti mujhe sirf Sunday ko hoti hai... mujhse kaam kara kara ke mere office wale meri jaan le lenge :angryred:

.
Fridays ko zada kaam nahi hota....

Sorry for my crooked hindi... if you don't get it, let me know... i will translate all this for you...

Love, hugs and blessings...

:tti_sister:
make duaa for me....

Allah Hafiz.... :salam2: