deen_islam_4ever
deen_islam_4every1
asalaam alaikum warahmatullahi wabarakatuhu
:salam2:
Zikar karne ki fadeelat aur es par ragbat dalaane ka zikar,
Hazrat ummil muءmeneen juwairiyah baytil harith (radiyallah 'anhaa) bayaan karti hain ke nabi (SAW) subah le namaaz ada farma kar subah suwere hi es ke paas se nikley tu woh aapni namaaz ki jagah par bethi hoi thi phir aap chashat ke baad waapis aay tu woh bethi hoi aap ne es se farmaya thu ussi halat par rahi hai jis halat par mei tuj se judaa hoa tha?es ne jawaab diya gi hain! nabi (SAW) ne farmaya mein ne tere paas se jaakar 4 kalimaat 3 baar kahe hain aghar en ka wazan en kalimaat se kia jaayjin ko tu shuroo din se keh rahi haitu en par wazan mein khalab aajain (woh kalimaat ye hain)
سبحان الله وبحمده عدد خلقه ورضا نفسه وزنة عرشه ومداد كلماته
Tarjumah: Allah paak hai hum us ki tareef karte hain us ke makhlooq ki ta'daad ke baraabar aur us ke nafs ke razaz ke mawaafiq aur us ke 'arsh ke wazan kimataalq aur us ke kalimaat ki seyaahi ke baraabar. (رواه مسلم)