BinKhadija
Reaction score
1

Profile posts Latest activity Postings About

  • salaam, mein hoon toh indian but rehta hoon in saudi arab (riyadh), mere parents aur bhai-behen bhi yahi pe hain. :)
    Wa alaykum Salaam Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh

    Thank you and Eid Mubarak to you too. Have a very blissful remainder of Eid InshaAllah. :)

    Fee Amanillah.
    Ameen!

    Eid Mobarak to you too akhi..and may you receive the greeting of enterance into Jannah inshallah!

    Jazaka Allaho khairan for your kindness

    wassalam
    ohooo moderator baning tussi :p :p .. mein urdu mi hi baat karoo ga :p karle jo karna hai :p :p :p :p :p :lol:
    Wa alaykum assalamu wa rahmatullahi wa barakatuh

    Akhi al Kareem, Eid Mubarak, Taqabal Allaahu Minna wa Minkum !!
    *** Eid Mubarak to you ***

    Insha’Allah may it be a great Eid filled with health, happiness and prosperity for you and your family and for all the Muslims (Ameen)

    Wasalamu alaykum wa rehmatullah wa barakatuhu
    salaam alaikum akhi, :)
    Dil say jo chahtay ho maang lo, Khuda se hum dua kartay hai mil jaye wo aapko- Eid Mubarak

    Wa alaikum salam wrwb bhai,

    I am OK bhai alhamdolillah (though have been very depress these days).

    These lines are good combination of smile and sadness. Cant't remember a shair at this moment of having a smile and tears at the same time. Very nice expression.

    Thanks for sharing.
    Kuch Hansiye Shaiyri Key Sath

    ab k nahein qurbani ka imkan jana
    dil ka nagar ho gaya hey sona jana
    hum ne kharida bakra dant us k naqli nikley
    kar dya is khabar ne sab ko perishn jana

    wo k tote seng ka bakra b bech dete hein
    keun dete hein dhoka k se yeh insan jana
    janwron ko ziba karte karte kahan aa gey
    insan ko zibah kar raha hey insan jana

    baj raha hey janglon mey aman ka shadyana
    bastiun mey aag aur khon ka tufan jana
    sawat ho k waziristan ya peshawar biltistin
    hey aadam ka lahoo sab se arzan jana

    athar maloom hey ye zameen fraz ki hey
    porey karloo is per tum apney arman jana

    - Dr Athar Hussain Siddiqui al marof Ibne Sultan Narvi
  • Loading…
  • Loading…
  • Loading…
Top